Online padhai karte samay na kare ye 10 Galtiya:-
Online padhai kaise kare? Online padhai kaha kare? Iske baare me hum apne previous article me detail me baat kar chuke hain. Ab is article me hum janenge ki online padhai karte samay किन 10 baato ka मुख्यत: dhyan rakhna bahot jaruri hai.
Yeh 10 galtiya aapki online padhai ko bahot nuksan pahuchati hai. अत: यह galtiya bhul kar bhi na kare.
![]() |
Top 10 mistake you should avoid while studying online |
- Online padhai ka samay निश्चित na hona.
- Phone ka notification off na hona.
- Online padhai karte samay kisi kaam ka aa jana.
- Internet connection ka slow ho jana.
- समस्याए na puchna.
- Notes na banana.
- Revision न करना।
- प्लेटफॉर्म badalte rehna.
- Padhai taalte rehna.
- प्रतिस्पर्धा मे भाग na lena.
Online padhai ka samay निश्चित न hona:-
Par ye soch sahi nahi hai. Humesha hamara मस्तिष्क padhai karne ke lite taiyar nahi hota hai. To es preshani se bachne ke liye aap apna ek samay निश्चित kare ki mujhe itne baje se itne baje tak padhna hai. Aisa karne se hamara मस्तिष्क usi निर्धारण ke अनुसार कार्य karega or hum padhai bahot अच्छे se kar sakenge.
Phone ka notification off na hona:-
Online padhai karte time bhi yeh जारी rehta hai jiske kaaran hamari एकाग्रता lagataar bhng hoti rehti hai. Isliye online padhai karte samay apne phone ke apps ki notifications band kar de yaa “Do not disturb” mode ka इस्तेमाल करे।
Online padhai karte samay kisi kisi kaam ka aa jana:-
Or hum in kamo ko mana bhi nahi kar paate, agar ek baar biich me padhte time uth gaye to dobara usi me mn lagana kaafi muskil ho jata hai.
Es pareshani se bachne ke liye aap pehle hi sabse puuch le or jitne kaam hai उसे padhai suru karne se pehle hi nipta de. Or ho sake to bol bhi de ki mai padhai karne ja raha hun uske दौरान koi kaam na bole.
Internet connection ka slow ho jana:-
Aksar hota hai hum logo ke sath ki online movies, tv serials, webseries dekhne me hi kaafi internet khatam ho jata hai or padhai karte samay internet connection slow ho jata hai.
Isliye pehle apni padhai ko priority de uske baad hi अन्य jagaho par internet इस्तेमाल kare.
समस्याएँ na puchana:-
Hume online padhai ke samay aisa lagta hai ki haa hume sab kuch acche se samjh me aa raha hai or baad me jab samasya aati hai to उसे suljha nahi pate or sath hi sath baad me puchne par katraate hain ki jawab milega ki nahi milega,log dekhenge to kya sochenge? यह hamari sabse badi galti hai, aap apni samsya ko turant bejhijhak hokar puche. Apni samasyao ka hal kare tabhi aap apni padhai me or behtar perform kar paenge.
Notes na banana:-
Hume online padhai karte samay lagta hai ki chize samjh me aa gyi hai or hume notes ki jarurt nahi hai to aisa bilkul bhi na soche notes regularly jaroor banae.
Hum sirf roughly hi chizo ko samjhte hain or sochte hai ki har chiz samjh aa gyi lekin kuch samay baad jab hume pichli padhai gayi chizo me dikkat aati hai to hum use sahi dhang se nahi khooj paate hain isliye hume notes proper banani chaiye or important points ko underline karna chahiy jisse har chiz fatafat dikh jaae or hum acche se samjh paae har chizo ko, to isliye notes ko banane me आलस बिल्कुल ना करे।
Revision न करना:-
Aksar hum chiz padhte chale jaate hai par unka revision karna jaruri nahi samjhte,jis se hum padhi hui chizo ko bhulne lagte hain. Isliye revision ko apni दिनचर्या मे जोड़े। jitna bhi padhe उसे mn lagakar padhe,or uska revision avashya kare.
प्लेटफॉर्म badalte rehna:-
Isliye लम्बे samay tak ek hi platform se padhai kare vahi apne doubt ko clear kare or discuss bhi jaroor kare. Platform badalne se hamari padhai properly bilkul nahi ho paati hai aur hum videos me hi kho kar reh jaate hai to aisa na ho isliye ek hi platform ko prefer kare jo apko thik lagta hain or usi par concentration ke sath padhai kre.
Padhai taalte rehna:-
याद rakhiye ki “kal kabhi nahi aata” hai hume jo karna hai aaj hi karna hai aur abhi karna hai or पुरे समर्पण के sath karna hai.
प्रतिस्पर्धा मे भाग na lena:-
To esliye puche gaye sawalo ka jawab अवश्य de or padhaye gaye topic me maharat hassil kare. Online padhai karte samay competition na karna hamari online padhai ki excitement ko khatm kar deta hai. Esliye competition jaroor me participate jroor kare.
To humne es article me jana ki “Online padhai karte samay kin 10 galtiyo ko na kare”. hum aasha karte hai ki apko ye article pasand aya hoga.
En article ko bhi padhe:-
- Online padhai kaise kare for beginners.
- Padhai ke liye apne apko motivate kaise kare.
- Padhai ko behtar tareeke se kaise kare.
- Padhai humare liye kyu jaroori hain.
Aage aane vale article me apko padhai se related aur important chizo par baat krenge.
Thank you.
BEST OF LUCK.
Bahut sahi baaT bole ho Bhai .
Bahut khub keep it up my veer ..
Thanku mere bhai….😍😇😘
Great content 👍
Thanku bhai.😊