Online padhai karte samay na kare ye 10 Galtiya.

Online padhai karte samay na kare ye 10 Galtiya:-

Aaj ka दौर internet ka hai. Hamara ज्यादातर samay internet par hi बीतता है। Aajkal dost, गुरु, शिक्षा, sab internet par aasani se mil jaate hain. हममे se bahot se log internet ka use padhai karne ke liye karte hai. यानी ki online padhai karte hain. 
Online padhai kaise kare? Online padhai kaha kare? Iske baare me hum apne previous article me detail me baat kar chuke hain. Ab is article me hum janenge ki online padhai karte samay किन 10 baato ka मुख्यत: dhyan rakhna bahot jaruri hai. 
Yeh 10 galtiya aapki online padhai ko bahot nuksan pahuchati hai. अत: यह galtiya bhul kar bhi na kare.
Top 10 mistake you should avoid while studying online
Top 10 mistake you should avoid while studying online
10 मुख्य गलतियाँ 
  1. Online padhai ka samay निश्चित na hona.
  2. Phone ka notification off na hona.
  3. Online padhai karte samay kisi kaam ka aa jana.
  4. Internet connection ka slow ho jana.
  5. समस्याए na puchna.
  6. Notes na banana.
  7. Revision न करना।
  8. प्लेटफॉर्म badalte rehna.
  9. Padhai taalte rehna.
  10. प्रतिस्पर्धा मे भाग na lena.

Online padhai ka samay निश्चित न hona:-

Online padhai ka samay निश्चित न होना hamari padhai ko bahot nuksan पहुँचाता है। Hume aksar yahi मन me aata hai ki jab bhi hum khaali honge tabhi padh lenge. 
Par ye soch sahi nahi hai. Humesha hamara मस्तिष्क padhai karne ke lite taiyar nahi hota hai. To es preshani se bachne ke liye aap apna ek samay निश्चित kare ki mujhe itne baje se itne baje tak padhna hai. Aisa karne se hamara मस्तिष्क usi निर्धारण ke अनुसार कार्य karega or hum padhai bahot अच्छे se kar sakenge.

Phone ka notification off na hona:-

Aajkal mobile ka use itna badh gaya hai ki phone me tarah-tarah ke apps bhare pade hain. internet on hote hi notification ki barish ho jaati hai,or jabtak internet on rehta hai,tab tak ye सिलसिला chalta rehta hai. 
Online padhai karte time bhi yeh जारी rehta hai jiske kaaran hamari एकाग्रता lagataar bhng hoti rehti hai. Isliye online padhai karte samay apne phone ke apps ki notifications band kar de yaa “Do not disturb” mode ka इस्तेमाल करे।

Online padhai karte samay kisi kisi kaam ka aa jana:-

Aksar hota kya hai hum mobile lekar padhne baithte hi hai ki achanak se koi kaam aa jaata hai. Kabhi kabhi to महत्वपूर्ण topic ke बीच me hi ghar ka koi sadasya tezz se aawaz lagata hai ki pehle ye kaam karo fir jo karna hai karo. 
Or hum in kamo ko mana bhi nahi kar paate, agar ek baar biich me padhte time uth gaye to dobara usi me mn lagana kaafi muskil ho jata hai. 
Es pareshani se bachne ke liye aap pehle hi sabse puuch le or jitne kaam hai उसे padhai suru karne se pehle hi nipta de. Or ho sake to bol bhi de ki mai padhai karne ja raha hun uske दौरान koi kaam na bole.

Internet connection ka slow ho jana:-

Aajkal internet पर निर्भरता itni badh gayi hai ki 2GB internet bhi kam pad jata hai agar online classes chal rahi hai to 2GB internet bhi 500mb ke barabar lagta hai. 
Aksar hota hai hum logo ke sath ki online movies, tv serials, webseries dekhne me hi kaafi internet khatam ho jata hai or padhai karte samay internet connection slow ho jata hai. 
Isliye pehle apni padhai ko priority de uske baad hi अन्य jagaho par internet इस्तेमाल kare.

समस्याएँ  na puchana:-

Hume online padhai ke samay aisa lagta hai ki haa hume sab kuch acche se samjh me aa raha hai or baad me jab samasya aati hai to उसे suljha nahi pate or sath hi sath baad me puchne par katraate hain ki jawab milega ki nahi milega,log dekhenge to kya sochenge? यह hamari sabse badi galti hai, aap apni samsya ko turant bejhijhak hokar puche. Apni samasyao ka hal kare tabhi aap apni padhai me or behtar perform kar paenge.

Notes na banana:-

Hume online padhai karte samay lagta hai ki chize samjh me aa gyi hai or hume notes ki jarurt nahi hai to aisa bilkul bhi na soche notes regularly jaroor banae. 
Hum sirf roughly hi chizo ko samjhte hain or sochte hai ki har chiz samjh aa gyi lekin kuch samay baad jab hume pichli padhai gayi chizo me dikkat aati hai to hum use sahi dhang se nahi khooj paate hain isliye hume notes proper banani chaiye or important points ko underline karna chahiy jisse har chiz fatafat dikh jaae or hum acche se samjh paae har chizo ko, to isliye notes ko banane me आलस बिल्कुल ना करे

Revision न करना:-

ऑनलाइन padhai kar lene ke baad un topics ko hum revise nahi karte ye bhi hamari sabse badi bhul hai, hume online padhai karne ke baad उसे revision karna bahot jaruri hai. 
Aksar hum chiz padhte chale jaate hai par unka revision karna jaruri nahi samjhte,jis se hum padhi hui chizo ko bhulne lagte hain. Isliye revision ko apni दिनचर्या मे जोड़े। jitna bhi padhe उसे mn lagakar padhe,or uska revision avashya kare.

प्लेटफॉर्म badalte rehna:-

Aksar hum ek sath kabhi es platform par se to kabhi us platform se padhai karte hain. Ek video se dusri video me ghumte rehte hain, aisa bilkul bhi na kare. Idhar udhar platform ko lagatar badalne se hamara concentration bigadta hai. 
Isliye लम्बे samay tak ek hi platform se padhai kare vahi apne doubt ko clear kare or discuss bhi jaroor kare. Platform badalne se hamari padhai properly bilkul nahi ho paati hai aur hum videos me hi kho kar reh jaate hai to aisa na ho isliye ek hi platform ko prefer kare jo apko thik lagta hain or usi par concentration ke sath padhai kre.

Padhai taalte rehna:-

Hamare andar taalne ki aadat to hoti hi hai. Hume apne kaam ko lagatar taalte rehte hai, ki baad me padhenge, kal padhenge. Par hume aisa bilkul nahi karna chaiye.
याद rakhiye ki “kal kabhi nahi aata” hai hume jo karna hai aaj hi karna hai aur abhi karna hai or पुरे समर्पण के sath karna hai.

प्रतिस्पर्धा मे भाग na lena:-

Hum online padhai karte samay puche gaye sawalo ka jawab nahi dete hain aur kisi v prakar se usme bhaag nahi lete hain. To ye bahot hi galat baat hai. Hume samay samay par test ki jarurt padti hai jisse ki pata chal sake hum jo bhi padhe hain sb yaad to hai na or isse hamara revision bhi ho jata hai. 
To esliye puche gaye sawalo ka jawab अवश्य de or padhaye gaye topic me maharat hassil kare. Online padhai karte samay competition na karna hamari online padhai ki excitement ko khatm kar deta hai. Esliye competition jaroor me participate jroor kare.
To humne es article me jana ki “Online padhai karte samay kin 10 galtiyo ko na kare”. hum aasha karte hai ki apko ye article pasand aya hoga.
En article ko bhi padhe:-

  1. Online padhai kaise kare for beginners.
  2. Padhai ke liye apne apko motivate kaise kare.
  3. Padhai ko behtar tareeke se kaise kare.
  4. Padhai humare liye kyu jaroori hain.

Aage aane vale article me apko padhai se related aur important chizo par baat krenge.
Thank you. 
BEST OF LUCK.

4 thoughts on “Online padhai karte samay na kare ye 10 Galtiya.”

Leave a Comment